Duplicate-hindi-1913
kab maine ye socha tha kab maineye jaana tha
kab maine ye socha tha kab maineye jaana tha tum itna badal jaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yoon ikraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meherbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meherbaani karam

aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi pehle to na yoon chhayi thi zulfon ki ghatayein pehle to na yoon chhayi thi zulfon ki ghatayein pehle to na yoon mehki thi aanchal hi havayein pehle to na aati thi tumko ye adayein aaj kitne haseen hai sitamb shukriya meherbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meherbaani karam
tum par mere pyaar ka jaadu pehle to nahin tha dil jaisa hai beqaabu pehle to nahin tha pehle to nahin hoti thi yoon yaar ki baatein pehle to nahin hoti thi yoon yaar ki baatein hairaan hoon main sunkar sarkaar ki baatein ikraar ki baatein ya inkaar ki baatein baat chhedi to hai kam se kam shukriya meherbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meherbaani karam
kab maine ye socha tha kab maineye jaana tha tum itna badal jaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yoon ikraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meherbaani karam ho mere mehboob mere sanam shukriya meherbaani karam