Param Vir Chakra 1995-hindi-1913
Lyricists:
Ravindra Jain
Music Directors:
Ravindra Jain
deh shiva war mohe ehe shub karman te kab hu na karo na daro aur so jab jaaye ?? nishchay hi apani jeet karo
vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram… my first love my nation nation nation great nation – 2 o ho ho ho o o… mere mehboob mere watan tujhape kurbaan main jaanemann hum teri bulbule nagama jan tu hamaara hai pyaara chaman mere mehboob mere watan tujhape kurbaan main jaanemann
meri kismat badi hai ke main sarhado ka nigehbaan hoon nile ambar ki raksha karu main sitaaro ka mehmaan hoon maine saagar ki raksha ka nishchay kiya – 2 tere saagar ka main ik ratan mere mehboob mere watan tujhape kurbaan main jaanemann hum teri bulbule nagama jan tu hamaara hai pyaara chaman
sun le duwa maan ke do jahaan leke ummidein badi hum aaye yahaan
jo huye sarhado ko rawaan apani mehboob ki chaah mein pyaar mamata na aaye kabhi unaki kartavya ki raah mein kaamyaabi ka sera bandhe unake sar – 2 sar se baandhe chale jo kafan jinaka mehboob hai yeh watan rang laayegi unaki lagan mere mehboob mere watan tujhape kurbaan main jaanemann
unaki aankhon mein nindein kahaan jo bandhe hai teri chaah se tujh tak aane na denge kabhi dushmano ko kisi raah se teri khaatir hamesha hi sajati rahi – 2 jaan nisaaron ki yeh anjuman mere mehboob mere watan tujhape kurbaan main jaanemann hum teri bulbule nagama jan tu hamaara hai pyaara chaman yaaron lo wida pyaaron lo wida – 2
shaayar-e-mulk ikbaal ne sab se achchha bataaya tujhe sab se achchha bataaya tujhe aur bamkin ne likh wandana sheesh apana jhukaaya tujhe sheesh apana jhukaaya tujhe desh bhakto ke geeton ki iss bheed mein – 2 main bhi laaya hoon le ik suman mere mehboob mere watan tujhape kurbaan main jaanemann hum teri bulbule nagama jan tu hamaara hai pyaara chaman vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram…