Mere Yaar Ki Shaadi Hai-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
dholak me tal hai payal me chan chan – 2 ghunghat me goree hai sehre me sajan jahan bhee yeh jaye bahare hee chhaaye yeh khushiya hee paaye mere dil ne duwaye dee hai mere yar kee shadee hai – 2 dholak me tal hai payal me chan chan ghunghat me goree hai sehre me sajan jahan bhee yeh jaye bahare hee chhaaye yeh khushiya hee paye mere dil ne duwaye dee hai mere yar kee shadee hai – 2
dholak me tal hai payal me chan chan ghunghat me goree hai sehre me sajan jahan bhee yeh jaye bahare hee chhaaye yeh khushiya hee paye mere dil ne duwaye dee hai mere yar kee shadee hai – 4
pyar mila prit milee mere yar ko badee pyaree jit milee mere yar ko – 2 khush hai jo dil maine mehfil – 2 jito se saja dee hai mere yar kee shadee hai – 4
har nahee jit nahee yahan pyar hai jis mai har jit ho woh kahan pyar hai – 2 lag ja gale yar mere – 2 maine dil se sada dee hai mere yar kee shadee hai – 4
sathee sakhiyan bachpan kaa yeh angna gudiya jule koi bhee toh hoga sang naa chupaungi aasoon kaise bege ge kangna – 2 sathee sakhiyan re sathee sun le bole jo yeh angna yeh mann jivan pyar ke hee rang mai rang naa has degi teree chudi khankegee kangna sathee sun le re mere yar kee shadee hai – 4