Darr-hindi-1913
Singers:
Lata Mangeshkar
meree maa ne -2 laga diye solah button meree cholee me mere babul o mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me – 2 mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me
meree payal me satara ghungru mai satara sal kee huyee yahee toh woh o yahee toh woh umar hai jis me key sohnee mahiwal kee huyee – 2 mere hatho -3 me atharah chudiya mai chham chham nachadee phira pichhe picche meree laj nighodee mai aage aage nachdee phira – 2
jhutee daree peh much lagake daga woh beiman reh gaya aaya banke o aaya banke galee kaa darzi kamij kaa woh nap ley gaya – 2 kaise de du hay kaise de du de du kaise de du mai dil tujhe sajana yeh dil hai rumal toh nahee kaise ley lu -2 mai tere kangna kahee yeh koyee chal toh nahee koyee ladka pasand nahee aaya key bas maine naa kardee nam uska -2 magar jab aaya toh phat maine han kardee oy shava shava shava kaise jao sajana se milne mai kaise ikrar karlu sab puchenge o sab puchenge aayee kaha se bahana taiyar kar lu – 2
mere naino key tir kaman se churake sare tir ley gaya mai naha key talab se nikalee woh meree tasvir ley gaya kuchh de key kya kuchh de key use too wapas woh teree tasvir mang ley aisa naa ho aisa naa ho key chourahe peh woh teree tasvir tang de – 2
mujhe sakhiyo -3 aise naa nachao kee yeh hai sasural meree mere lehnge me -2 ghungru lagao toh phir dekho chal meree -2 meree maa ne -2 laga diye solah button meree cholee me mere babul o mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me