Jugnu-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
hain mere sang kiya tune bada tang kiya doree mere pas ho toh saiyya tohe khichh lu jane na du jane na du aankho me basa ke aankhe michh lu
meree yeh payaliya git tere gaye – 2 chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye – 2 meree yeh payaliya git tere gaye
tann dole re dhitam dhitam mann bole re dhitam dhitam
ambua kee dalee pe jab koyal bole haule haule birhan ka mann papee dole – 2 kise nind aaye kise chain aaye jiya dhadak jaye meree yeh payaliya git tere gaye chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye meree yeh payaliya git tere gaye
ghar baithee sharmau galee me na aau lat bikhre mann bhatke kahee kho na jau – 2 dagar me hai najar mil jaye kamar balkhaye chunar sarak jaye meree yeh payaliya git tere gaye chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye meree yeh payaliya git tere gaye
hain mere bin tere iya nahee lage saree naina mere naian rahe jage hjage – 2 agan see mann me lage sawan me mere aagan nein bijalee chakmal jaye meree yeh payaliya git tere gaye chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye meree yeh payaliya git tere gaye