Mind na kariyo holi hai

Mind na kariyo holi hai

Milan Talkies-hindi-2019

holi hai

ho purple hai t-shirt hamaar tohri yellow color ki chunariya ghalti se ik baar daal do ri humpe bhi tirchhi nazariya

lipistic ka rang tera jaise ho bhang chadha humpe jo slowly slowly hai

kuchhu mind na kariyo holi hai kuchhu mind na kariyo holi hai kuchhu mind na kariyo holi hai kuchhu mind na kariyo holi hai

mujpe hai yoon rang daalte tujhko bata kya tassali milti hai arre mauka bhi hai dastoor bhi itti si to chhedkhaani chalti hai

tera welcome dumdaar karun aaja dildaar maine rangon main chappal bhigo li hai

kuchhu mind na kariyo holi hai kuchhu mind na kariyo holi hai kuchhu mind na kariyo holi hai kuchhu mind na kariyo holi hai x 2