Jaal 1967-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
mizaaj-e-garami duwa hai aap ki – 2 badi khubsurat ada hai aap ki badi khubsurat nigaah hai aap ki mizaaj-e-garami duwa hai aap ki – 2
khoya khoya sa kuchh gum sum main aajkal rehata hoon har mehfil mein – 2 koyi dawa toh batlaao ki dard rehata hai jara sa dil mein yahin dard-e-dil toh dawa hai aap ki – 2 mizaaj-e-garami duwa hai aap ki – 2
marzi hai aaj kya fiza ki jo aaj mra dil yuun dhadaka rahi hai – 2 kya ho gaya hai iss hawa ko jo aise mere julfon ko bikhara rahi hai kare kaya ki aashiq hawa hai aap ki – 2 mizaaj-e-garami duwa hai aap ki – 2
aaye na nind mein mohabbat mein toh raat suhaani koyi kaise gujaare – 2 sota hai chain se jamaana gujaarata hon main raat gin ginake taare khata hai ye kisaki khata hai aap ki mizaaj-e-garami duwa hai aap ki – 2 badi khubsurat ada hai aap ki badi khubsurat nigaah hai aap ki mizaaj-e-garami duwa hai aap ki – 2