mohenjo mohenjo mohenjo mohenjo daro mohenjo mohenjo mohenjo mohenjo daro

miljul aur phir mil haan miljul aur phir mil bun le taana baana tu jaana pehchaana

miljul aur phir mil haan miljul aur phir mil

chand aur sooraj dono ne dekha mohenjo-daro mein rangon ka mela mohenjo mohenjo mohenjo mohenjo daro

musha ye jo mela hai musha ye jo khela hai musha yehi mela yehi khela hai jeevan

musha arre sun sun sun musha kahein kisko gun musha yahan par dhani hai woh jo mann ka paaye rang o

sabke apne chehre apni boli oo par sab apne hain jaan le tu haan jaan le inko gyan de inse gyan le vyapari banja re pardesi anjaane sabhi ko hai pukaare mohenjo daro

mohenjo mohenjo mohenjo mohenjo-daro

chand aur sooraj dono ne dekha mohenjo-daro mein rangon ka mela

jo bhi yahan par aata hai sunte hain woh kho jaata hai nagri jaadu ki hai ye mujhe hai pata

jo rang hai jo dhang hai behka bhi de behla bhi de phir bhi mera mann kehta hai yeh jaadu toh hone ko hai apne ko tu khone ko hai

musha ye jo mela hai musha ye jo khela hai musha yehi mela yehi khela hai jeevan

musha…

yahan par dhani hai wo jo mann ka paaye rang o…

chand aur sooraj dono ne dekha mohenjo-daro mein rangon ka mela mohenjo mohenjo mohenjo mohenjo-daro

musha ye jo raat aayi musha wo ye rut layi musha yehi jo tere mann mein sapne bode

musha mera kehna sun musha wohi rasta chun musha wo hi rasta jise paake tu har chinta kho de

jag mein kuch tu chaahe kuch main chaahun sabke sapne hain jaan le tu ho jaan le

sapne poore hon tu ye thaan le jitni hain aashayein wo puri ho jaayein tabhi toh sab aayein mohenjo-daro