Pratigyya-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
mornee re mornee mai jungle kee mornee ha ha mornee re mornee mai jungle kee mornee pavan kee bandhu paayal mai ghata kee odhu odhanee mornee re mornee mai jungle kee mornee ha ha mornee re mornee mai jungle kee mornee
hoke sadke bahaar meree chaal pe mere raaste me phul bichhaaye re – 2 gora din chamkaaye rang rup ko kaalee raat muska kaajal lagaaye meree sahele banke hawa mere ang sang chalee ho… mornee re mornee mai jungle kee mornee ha ha mornee re mornee mai jungle kee mornee
kabhee pipal ke niche chhaanv me kabhee panghat ke pichhe gaanv me – 2 aisee nachatee o phiru mai baanwaree jaise baandhe ho ghunghru paanv me nadee kee mauj ho jaisee mai hu badee manchalee ho mornee re mornee mai jungle kee mornee ha ha mornee re mornee mai jungle kee mornee
mujhe yeh aajkal kya ho gaya kaun pairo me kaanta chubh gaya – 2 chand raato se nind meree kho gayee chain thode dino se meraa kho gaya kisse naa thaane dhundu mai iss galee se uss galee ho mornee re mornee mai jungle kee mornee ha ha mornee re mornee mai jungle kee mornee pavan kee bandhu paayal mai ghata kee odhu odhanee mornee re mornee mai jungle kee mornee