Motee ho toh bandh key rakh lu

Motee ho toh bandh key rakh lu

Daulat-hindi-1913

Lyricists:

 Nida Fazli

motee ho toh bandh key rakh lu pyar chhupau kaise woh chehra hai har chehre me use bhulau kaise – 3

chand nahee phul nahee koyee nahee unasa hasin – 2 kaun hain woh kya nam hai unaka yaha batau kaise motee ho toh bandh key………

ho khoya huwa hai har saman yar bina suna hai jahan – 2 nil gagan key chand ko banho me ley aau kaise motee ho toh bandh key………

o ho chahe jinhe meree najar hay nahee unako kabar – 2 band hai mandir kaa darwaja phul chadhau kaise motee ho toh bandh key………