Mujhe jab jab bahaaron ka jamaana yaad aayega

Mujhe jab jab bahaaron ka jamaana yaad aayega

Khandaan-hindi-1913

mujhe jab jab bahaaron ka jamaana yaad aayega kahin aapna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa – 2 kal chaman tha

mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi – 2 ghum hai barbaadi kyun charcha huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa kal chaman tha

ek chhota sa tha mera aashiyaa – 2 aaj tinake se alag tinaka huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa kal chaman tha

sochata hu apane ghar ko dekh kar – 2 ho na ho yeh hai mera dekha huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa kal chaman tha

dekhane waalo ne dekha hai dhunwa – 2 kisane dekha dil mera jalata huwa kal chaman tha aaj ek sehra huwa dekhate hi dekhate yeh kya huwa kal chaman tha