Talaash 2012-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
raat me hi jagte hai ye gunaho ke ghar inki rahe khole bahe jo bhi aaye idhar aa ha
ye hai gumraho ka rasta muskane jhuti hai pehchane jhuti hai rangini hai chhayi phir bhi hai tanhayi kal inhi galiyo me in masli kaliyo me to ye dhum thi jo ruh pyasi hai jis me udasi hai woh hai ghumti sabko talash wohi samjhe ye kash koi aa ha
ye hai gumraho ka rasta muskane jhuti hai pehchane jhuti hai rangini hai chhayi phir bhi hai tanhayi
halke ujalo me halke andhero me jo ik raaz hai kyu kho gaya hai woh kya ho gaya hai ki woh naraz hai aye raat itna bata tujhko to hoga pata aa ha
ye hai gumraho ka rasta muskane jhuti hai pehchane jhuti hai rangini hai chhayi phir bhi hai tanhayi
muskane jhuti hai pehchane jhuti hai rangini hai chhayi phir bhi hai tanhayi