Angaar-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
muskhil me hai kaun kisi ka samjho is raz ko – 2 lekar apna nam kabhi tum khud ko awaz do mushkil me hai kaun kisi ka
jeene ka na shok rahe to kya rakha hai jine me – 2 ek kaidi ki tarah pada hai kab se ye dil sine me pinjre ka darwaja todo panchhi ko parwaz do lekar apna nam kabhi tum khud ko awaz do mushkil me hai kaun kisi ka samjho is raz ko mushkil me hai kaun kisi ka
dosto ye zindgi ek imathan hai – 2 jeena to mushkil hai marana asan hai asan hai o jeene walo zindgi ko ek andaz do lekar apna nam kabhi tum khud ko awaz do mushkil me hai kaun kisi ka samjho is raz ko – 2
aur nahi to kam se kam itni to taklif karo logo ki tarifo me kabhi apni bhi tarif karo sabse to tum khush ho apne aap se kyu naraj ho lekar apna nam kabhi tum khud ko awaz do mushkil me hai kaun kisi ka samjho is raz ko lekar apna nam kabhi tum khud ko awaz do