hai naak pe jo gussa haaye gussa hai naak pe jo gussa haaye gussa

chhupa bhi na sake jataa bhi na sake toh phir fizool hai yeh qissa chhupa bhi na sake jataa bhi na sake toh phir fizool hai yeh qissa

ho bahut paheliyan bana chuke ho tum ab aake hal bata bhi do bhare baazaar mein agar na keh sako to ghar ka phir pataa bhi do hai naak pe jo gussa haaye

chhupa bhi na sake jataa bhi na sake toh phir fizool hai yeh qissa

shehar ke ameer saare aaye humpe dil lutaane chhod ke dukaandaari baithe hum tumhein manaane thoda reham tum bhi karo kyun na muskura ke jhaad do sirf dhool hai yeh gussa

ho chhupa bhi na sake jataa bhi na sake toh phir fizool hai yeh qissa

ho bahut paheliyan bana chuke ho tum ab aake hal bata bhi do bhare baazaar mein agar na keh sako to ghar ka phir pataa bhi do hai naak pe jo gussa haaye

dil chura ke dil jalaana yeh toh qaayeda nahi hai pyaar mein ghuroor ho toh koi faayda nahi hai sar ko bhale jhukaao nahin kyun na sar uthake maan lo ek bhool hai yeh gussa