Nahin hona tha

Nahin hona tha

Pardes-hindi-1913

o rabba o rabba ye mohabbat bhi ek ibaadat hai aur ye ibaadat bhi ek mohabbat hai

ye bhi deewangi hai vo bhi deewangi hai ye bhi dil ki lagi hai vo bhi dil ki lagi hai mujhko kya ho gaya sabko hairangi hai ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar nahin hona tha arre nahin hona tha arre nahin hona tha nahin hona tha nahin hona tha arre nahin hona tha arre nahin hona tha nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar

nahin hona tha arre nahin hona tha nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar

is pyaar ke ye kis mod par vo chal diye mujhko chhod kar aage ja na sakoon peechhe ja na sakoon gam dikha na sakoon gam chhupa na sakoon gam dikha na sakoon gam chhupa na sakoon saamne mere aag pe dariya doobke jaana paar ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar

zamaana dilon ko nahin jaanta hai zamaana ko ye dil nahin maanta hai nahin aur koi faqat ishq hai vo jo aashik ki nazron ko pehchaanta hai jo aashik ki nazron ko pehchaanta hai ab waqt faisle ka nazdeek aa gaya hai kya faisla karoon main dil ne to ye kaha hai dil dil dil ne to ye kaha hai dil dil dil dil ne to ye kaha hai jeene ka hai shauk to marne ko ho ja taiyaar ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar

vaapas kar aayi baabul ko main shaadi ka joda maine pyaar ko pahan liya hai pyaar ko sar pe odha phek di maine gali mein jhoothi rasmon ki angoothi tod diye sab laaj ke pehre main har kaid se chhooti pag pag thokar khaaon chalti jaoon akhiyaan meeche aage mere saajan ka ghar duniya reh gayi peechhe

aayi ki dua maango main bichhda yaar mujhe mil jaaye mere teeron murshid mera pyaar mujhe mil jaaye apne lal dupatta maine dil ke khoon se ranga apne lal dupatta maine dil ke khoon se ranga ye sangam ho jaaye saagar se mil jaaye ganga saagar se mil jaaye ganga saagar se mil jaaye ganga saagar se mil jaaye ganga nahin hona tha nahin hona nahin hona tha nahin hona nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar nahin hona tha nahin hona nahin hona tha nahin hona nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar ho gaya hai mujhe pyaar

meri mehbooba meri mehbooba meri mehbooba meri mehbooba meri mehbooba pyaar