kaash aisa ho kabhi yunhi tumse milun dher saari raat bhar baatein tumse karun meri neendon se hai karte mujhko judaa saaware se baaware se do… naina yeh saaware se baaware se do… naina yeh

naina yeh naina yeh naina yeh naina yeh

bhaage hai ye kahaan dhoondhe hai ye kisey mann mera yeh pagal ho gaya nahin tu jahaan ruke yeh na wahaa yeh to jaise baadal ho gaya neeche aayega ye palke kholo zara saaware se baaware se do… naina yeh saaware se baaware se do… naina yeh

naina yeh naina yeh naina yeh naina yeh

peeche peeche tere chale khwaab mere main toh teri parchaai si hoon sooni raaton mein bhi payega tu mujhe main toh teri tanhaai si hoon khamoshi se meri baatein karte hai yeh

naina yeh… saaware se baaware se do… naina yeh naina yeh naina yeh naina yeh naina yeh