Des Pardes-hindi-1913
are nazar lage na sathiyo are ho ho ho ho oo aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori mem ka abbababababababababa – 2
waha mile the theke me are hum tum kuch din pehle yaha mile in vish mehkhane me phir desi pehle are hukka beedi peete the waha bandh ke resham pagdi are kas ke boot pehan ke suit abad kare koi tagdi yaade wade sapne irade bhuli baate yaad kara de
are hatke bhatke youn hi atke rehte hai hum latke latke are ulta chor kotwal ko date ye dastur purana humne mana aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori mam ka
are soch samajh ke aage barhna aag ka ye ek dariya dil walo se milna ho to banda hi ek jariya waha wo jiwan sathi hai yaha roj naya sawariya wo bhi theek to ye bhi theek hai apna apna nazariya jhumar payal bindiya kajal na chunri hai na hai aachal
roz baras ke ud jata hai ye angrezi husn ka badal are do pathan ke beech me yaro sabut bacha na koye oye ye ku hoye hoy are aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori mam ka bale balle balle balle
ek din humko bheja tha ab kis ko bhej ke aye are hum to jhatke kha baithe ab tum kya khane aye are baat karo kuch kheto ki tum jaha se hoke aye are yaha to pal pal dhuwe ke mare dam hi ghutta jaye
ao ao unhe pilao soye huwo ko zara jagao darte darte kaam hai karte sao baar bache hai marte marte are khao piyo mauj manao mauka phir nahi ana are lala aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori mam ka
are nazar lage na sathito are ho oh oh ho ho aaj bhari mehfil mere kahi dol na jaye dil in gori gori mam ka