Aakhri Sajda-hindi-1977
Music Directors:
Sajjad Hussain
Singers:
Usha Mangeshkar
nazar milao pata chalega – 2 ke husn kya hai shabab kya hai wo zindgi ka surur hu main – 2 ke mere aage sharab kya hai
aaaaaa aaa mmmm – 3
jawan nazre ghuli huyi hai hasin bahe khuli huyi hai tumhe kasam hai meri kasam hai – 2 karib aao hijab kya hai
ye honth jaise bhare ho sagar – 2 mein sar se pao tak tamam mahshar – 2 mere badan ki misal kya hai – 2 mere labo ka jawab kya hai
aaaaaa aaa aaaa hmmmm – 2
kaha ki duniya kaha ki uqba na mujhko darr hai na koi parwah aaaa aaaa aaaaa jo dil jawan hai to kaun soche – 2 sabab kya hai azab kya hai nazar milao pata chalega ke husn kya hai shabab kya hai wo zindgi ka surur hu me ke mere aage sharab kya hai