Anuraag-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
nind churaye chain churaye daka dale teri bansi – 2 are din dahade – 2 chori kare rat bhar jagaye daka dale teri bansi ho nind churaye chain churaye daka dale teri bansi
mann me lage aise agan jaise chamake bijuriya badal me – 2 chup ke kabhee le jayungi teri bansi chhupake aanchal me kahe sham dhale – 2 kadam tale mujhko bulaye daka dale teri bansi
samajhi thi mai natakhat hai too bas makhan churaya karta hai – 2 diwani mai naa janey too kahe panaghat pe aaya karta hai mohe laj aaye – 2 hay nahee bat kahee jayey daka dale teri bansi ho nind churaye……
bansi kee dhun sunake piya jiya mera kahee kho jata hai – 2 mai kya kahu kya naa kahu mohe naa janey kya ho jata hai git prit bhare – 2gaye sudh budh bisaraye daka dale teri bansi ho o nind churaye chain churaye daka dale teri bansi ho daka dale………