Sharada 1957-hindi-1913
o chaand jahaan woh jaayein – 2 tu bhi saath chale jaana kaise kahaan hai woh har raat khabar laana o chaand jahaan woh jaayein o chaand
o raah agar bhule aa aa aa… o raah agar bhule tu raah dikha dena pardes mein raahi ko manjil ka pata dena hai pehala safar unaka aur ?? hai anjaana har raat khabar laana o chaand jahaan woh jaayein o chaand
kehana mere honto par aa aa aa… kehana mere honto par rukati huyi aahein hai ya raasta unaka hai -2 ya meri nigaahein hai betaab mohabbat ka betaab hai afsaana o chaand jahaan woh jaayein o chaand
ai chaand kasam meri kuchh aur na tu kehana – 2 kehana ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehana – 2 ik dard ke maare ko achchha nahi tadpaana har raat khabar laana o chaand jahaan woh jaayein -2 o chaand