Jab Pyar Kisi Se Hota Hai-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
hey aye aye aye………la la la la la……
o jaana yeh maana tu hai mera deewana – 2 tu kare jo ishaara chali aau yaara main chhodke yeh jamaana – 2 o jaana yeh maana
teri meri najar mil gayi are dil se dil ki dagar mil gayi haan o bin kahe bin sune nikale dil ko dil ki khabar mil gayi yeh dil churaake tu aankhein na mujhase chura o jaana yeh maana tu hai mera deewana tu kare jo ishaara chali aau yaara main chhodke yeh jamaana o jaana na jaana
dil du ya jaan du naam le are baahon mein tu mujhe thaam le haan hmm ho na jaaye nasha pyaar ka o sanam hosh se kaam le main kya karu bin piye ho gaya mastaana o jaana yeh maana tu hai mera deewana – 2 tu kare jo ishaara chali aau yaara main chhodke yeh jamaana hey aye aye aye………