Dharam Adhikaari-hindi-1913
Lyricists:
Indeevar
Singers:
Shabbir Kumar
o patthar ke insan o nitivan insan mamta kaa rang maidan jivan shataranj saman tune apne gharvale mohre bana dale teraa dharm toh jit gaya tere pas bacha abb kya
band karo yeh vad vivad kaha sikha hai yeh tark vitark mai uss kul kaa jisme huwa hai sada dharm kaa palan aadarsho ke sath bandha hai meraa sara jivan mere dharm kee sakee meree jivan sathee yeh tumhe batalayegee
langhee maine laxman rekha badla nasib meraa vachan patee kaa patnee ko gita isase bach naa sakee koyee sita
teraa yeh vyavahar kya nyay peh nahee prahar nahee nahee mamta kaa rang maidan
dharmapith mere ghar se chalee mere purakho kee yeh de satya dharm so jaye bhale soye naa mere nain mere naino ke saman yeh meree santan karegee meraa bakhan
janmee mai phul banake rah gayee mai shul banake pita mere parameshvar jaise niti badalegee kaise
man roye nain muskaye kya mar gaya teraa nyay nahee nahee mamta kaa rang maidan