Arjun Pandit-hindi-1913
girl aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
boy o priya suno priya suno priya suno priya… o priya suno priya mere nainoon mein raho priya o priya suno priya mere nainoon mein raho priya sapnay jo dekhein hain maine tum bhi to dekho priya o priya
o priya suno priya mere nainoon mein raho priya sapnay jo dekhein hain maine tum bhi to dekho priya o priya o priya suno priya…
girl behki hui hawaein behki hain hum bhi gayaein pyaar ke jo geet hain behka nadi ka paani kehta hai yeh kahani jaanmoon ke hum meet hain hayee
boy o priya suno priya jab bhi main janmoon yeh ho priya jaaon kisi bhi disha mein paoon tumhi ko priya hoo priya o priya suno priya…
girl kitna madhur hai jeevan kitna samai hai paavan khoye hain hum chaha mein kitni hain shant ghadiyaan kitni phoowari kaliyaan khil rahi hain rah mein
boy o priya suno priya chahein koi rut bhi ho priya mehki rahein prem kaliyaan aur tum bhi mehko priya hoo priya
o priya suno priya mere nainoon mein raho priya sapnay jo dekhein hain maine tum bhi to dekho priya hoo priya o priya suno priya…
submitted by kams