O rupnagar ke saudagar

O rupnagar ke saudagar

Sazaa-hindi-1913

oh rupnagar ke saudagar oh rang rangile jadugar aa apna rang jamata ja jadu ka khel dikhata ja – 2

mai puja tu gar matwala dekho mera khel nirala chhodu aisa teer nazar ka todu tere dil ka tala

hai udd gaya dil mera phur phur oh rupnagar ke saudagar oh rang rangile jadugar aa apna rang jamata ja jadu ka khel dikhata ja

wapas aaja gori ke dil bholi-bhali chhori ke dil jaldi kar jadu kar ja aaja aaja jaldi aaja

lo aa gaya gaya shuru shuru oh rupnagar ke saudagar oh rang rangile jadugar aa apna rang jamata ja jadu ka khel dikhata ja

bade maze ka khel dikhaya jadugar ne dil bharmaya ja re ja re ja re dulhania tera sajan lene aaya ja tohe bulaye piya ka ghar

oh rupnagar ke saudagar oh rang rangile jadugar aa apna rang jamata ja jadu ka khel dikhata ja