o saathiya yeh kya kiya kyun hai samaa khwaab saa o saathiya yeh wadiyaan de rahin sadaa sang aa

saanson ko tham le zara tu mera naam le zara khwaabon ki hai yeh daastan sun zara

aasmaan pe chand taare sang jale humrahi baadlon pe saagaron pe hum chale humrahi

o humraahi haan o humraahi hmm…

o saathiya yeh kya kiya iss dil ne sunn liya geeton se tere yeh zubaan

o saathiya yeh vaada kiya ab se sang tere karvaan

saanson ko thaam le zara tu mere naam le zara khwabon ki hai ye daastan sun zara

aasmaan pe chaand taare sang jale humraahi baadlon pe sagaron pe hum chale humraahi 2 times

o… humraahi 4 times