om… sugandhim pushtivardhanam urvarukamiva bandhanam mrityor mukshiya ma’mrtat shivay

om se shiv ko yaad karein sarvadev devo shivay namoh se shiv ka dhyaan dharein tanoh tunay shivam shivay shivay shiv shanghar karein

om se shiv ko yaad karein namoh se shiv ka dhyaan dharein shivay shiv shanghar karein

paksh mein shankar viraaje brahmand mein shiv damru baaje ek akela sau ke barabar dahaade yuddh mein maar lalkaar khar bhakton ki kare sahaay

shivay shivay shivay shiv shiv shivay shivay shivay om namah shivay

raa jag mein shiv ka damru baaje kaandhe pe kaale naag viraje bhoot pret bhi tharr tharr kaanpe sharan khade raj maharaje latt dhari jab latt latt khole aankhon se barse aag ke shaule chaaron dishaayein thar tharrayein tandav kare jab bam bam bhole

shivay shivay shivay

ek din rooth kar lagi parvati jaane aaye the shiv phir unko manaane

woh toh thi maani tum kyun na maani saare zamaane ki zidd kaisi thaani jis din… hum ganga nahaayein shiv shankar ko bhog chadhaye bhakton ki kare sahaay shivay shivay shivay shiv shiv shivay shivay shivay om namah shivay

bhole aaye ganga nahaai ke bhabhooti lagai ke dum lenge ab joganiya manai ke

bhaang gale tak chadhai ke aur sab kuch bhulai ke dum lenge ab joganiya manai ke dum lenge ab joganiya dum lenge ab joganiya dum lenge ab joganiya ke…