Pal female version

Pal female version

Jalebi-hindi-2018

pal ek pal mein hi thamm sa gaya tu hath mein hath jo de gaya chaloon main jahan jaaye tu dayein main tere bayein tu hoon rutt main hawayein tu saathiya

hansu main jab gaaye tu roun main murjhaye tu bheegun main barsaye tu saathiya

saya mera hai teri shakal haal hai aisa kuchh aaj-kal subah main hoon tu dhoop hai main aaina hoon tu roop hai yeh tera sath khoob hai humsafar

tu ishq ke saare rang de gaya phir kheench ke apne sang le gaya kahin pe kho jaaye jo jahan ruk jaaye pal kabhi na phir aaye kal saathiya

ek maange agar sau khwaab doon tu rahe khush main aabad hoon tu sabse judaa judaa sa hai tu apni tarah tarah sa hai mujhko lagta nahi hai tu doosra

pal ek pal mein hi thamm sa gaya tu hath mein hath jo de gaya chaloon main jahan jaaye tu dayein main tere bayein tu hoon rutt main hawayein tu saathiya

hansu main jab gaaye tu roun main murjhaaye tu bheegun main barsaaye tu saathiya… ho… mm… mmm…