Pratigyya-hindi-1913
Singers:
Lata Mangeshkar
pardesi aaya des mein des se mere gaon mein gaon se mere gali mein gali se mere ghar mein ghar se… ghar se… ghar se… ghar se mere dil mein ab dil se mere jaane ka naam na le ooi maa main ka karu ho besaram saram se jara kaam na le main sharamaati phiroo pardesi aaya des mein des se mere gaon mein gaon se mere gali mein gali se mere ghar mein ghar se mere dil mein ab dil se mere jaane ka naam na le ooi maa main ka karu ho besaram saram se jara kaam na le main sharamaati phiroo pardesi aaya des mein
aake mere dwaare pe haai re bade mauke se bedard beimaan bekadar ne dhoke se – 2 jhaank liya tan man mein palkonke zaroke se ab saiyya kahi baiyya kahi thaam na le ooi maa main ka karu ho besaram saram se jara kaam na le main sharamaati phiroo pardesi aaya des mein
kaise badal sakata hai bhaagya ka jo lekha hai zulmi ke maathe pe aisii koi rekha hai – 2 aisaa lage jaise pehale bhi kahi dekha hai dil tadape bina aaraam na le ooi maa main ka karu ho besaram saram se jara kaam na le main sharamaati phiroo pardesi aaya des mein gaon mein gali mein ghar mein dil mein