Fitoor-hindi-2016
pashmina dhaagon ke sang koi aaj bune khwaab aise kaise waadi mein goonje kahin naye saaz ye rawaab aise kaise pashmina dhaagon ke sang
kaliyon ne badle abhi ye mizaaj ehsaas aise kaise palkon ne khole abhi naye raaz jazbaat aise kaise pashmina dhaagon ke sang koi aaj bune khwaab aise kaise
kacchi hawa kaccha dhuaan ghul raha kaccha sa dil lamhe naye chun raha kacchi si dhoop kacchi dagar phisal rahi koi khada chupke se keh raha main saaya banun tere piche chalun chalta rahoon…
pashmina dhaagon ke sang koi aaj bune khwaab aise kaise hmm…
shabnam ke do qatre yunhi tehal rahe shaakhon pe wo moti se khel rahe befikr se ik dooje mein ghul rahe jab ho judaa khayalon mein mill rahe khayalon mein yun yeh guftagu chalti rahe haan haa
waadi mein goonje kahin naye saaz ye rawaab aise kaise aise kaise aise kaise aise kaise aise kaise