Dil Dhadakne Do-hindi-2015
Lyricists:
Javed Akhtar
uljhi hui ye doriyaan uljhi hui ye doriyaan suljhaa le dil ki tu suney agar dil saccha hai dilwale
raahein nahin aisi toh kahin jahaan kahin koi mod nahin kehta hai ye dil toote sheeshon ko tu jod nahin
raahon mein do raahein aate hain sau baar kadam kadam iqraar hai kadam kadam inkaar
phir bhi ye zindagi pal bhar ko bhi kabhi rukti hi nahi lehrein ye waqt ki pal bhar ko bhi kabhi rukti hi nahi
tanhaaiyan hai ghul si gayi saanson mein ooo… kya karein… maana kahin koi bhi nahin jisey mila kabhi gham na ho par humko toh wo gham hai jo ik pal ko bhi kam naa ho
humne jo baazi kheli jeet nahi paaye ab wo tanhaai hai jo beet nahi paaye
phir bhi ye zindagi pal bhar ko bhi kabhi rukti hi nahi lehrein ye waqt ki pal bhar ko bhi kabhi rukti hi nahi
tanhaaiyan… hai ghul si gayi saanson mein ooo… kya karein…
angdaai leti hain phir se umeedein palkon pe chaaye jo sapne jaag uthte phir jaise dil mein armaan jo soye thhe apne jaana hai kis raste ye bhi na tu jaane kyun hai dil deewaane
phir bhi ye zindagi pal bhar ko bhi kabhi rukti hi nahi lehrein ye waqt ki pal bhar ko bhi kabhi rukti hi nahi
tanhaaiyan hai ghul si gayi saanson mein ooo… kya karein…
uljhi hui ye doriyaan uljhi hui ye doriyaan suljhaa le dil ki tu suney agar dil saccha hai dilwale