Phir kya hai gham

Phir kya hai gham

Hichki-hindi-2018

Singers:

 Shilpa Rao

phurr phurr phurr phurr se udi aakhon ko na khabar padi x 2

ziddi besabar badi phirti ye gali woh gali

haule haule sab hoga phir kyun jhuke hausla manzil legi khud hi bula phir kya hai gham x 2

dhup dhup dhup dhadke dil puchhe hoga kya sab hasil thaap thaap thaap thapki de raahi na ho bedil

haule haule sab hoga phir kyun jhuke hausla manzil legi khud hi bula phir kya hai gham

pairon mein gaate tarane safar ke maange ye bahane kona kona chappa chappa meelon tak aahat pehchanein

aadhe pe na safar gawana dagar woh baaki tujhe pukare jadoogar to ye rasta hai ek band dooja khulta hai

phir kya hai gham x 2