Shamitabh-hindi-2015
Lyricists:
Swanand Kirkire
piddly si baatein kyun karti ho sharma ke piddly si baatein piddly iraade main sach karun aate jaate piddly iraade
pagla hoon yaar ya pagla hai pyaar aise hi chalta hai ye karobaar pyaar ke saaye mein sab piddly hain yaar
piddly si baatein kyun karti ho sharma ke piddly si baatein piddly iraade main sach karun aate jaate piddly iraade waade muraadein yeah hey…
khili khili soorat teri uske aage sab hain piddly piddly mili mili aisi khushi iske aage sab hain piddly piddly
lab ki lifaafon mein jo likhi hain marziyaan chhup ke se sun’ne mein hi hai mazaa lafzon ke kabjon mein jo chupi hain chaahatein aankhon se padhne mein hi hai nasha nashe ke saaye mein sab piddly hain yaar
piddly si baatein kyun karti ho sharma ke piddly si baatein piddly iraade main sach karun aate jaate piddly iraade waade muraadein yeah hey…
na na na na teri na na uske aage saare haan piddly piddly aana aana zara aana tu jo hai toh sapne piddly piddly socha hain maine jo sochogi tum kabhi sochon se aage jaane mein hai mazaa khwaabon ke aage jo bhi dekhogi khwab tum khwabon se aage chalne mein hai nashaa nashe ke saaye mein sab piddly hain yaar