Piya samaye

Piya samaye

Mulk-hindi-1913

Lyricists:

 Shakeel Azmi

Music Directors:

 Anurag Saikia

more piya more piya more piya re piya… more piya more more piya more piya ho more piya more piya…

sab sakhiyon ka piya pyaara sab mein hai aur sabsoon nyaara sab sakhiyon ka piya pyaara

sab sakhiyon ka piya pyaara sab mein hai aur sabsoon nyaara sab sakhiyon ka piya pyaara sab mein hai aur sabsoon nyaara

bhaa giya mujhe ye bha jaagi hai milne ki chah

sab sakhiyon ka piya pyaara aa… sab sakhiyon ka piya pyara sab mein hai aur sabsoon nyaara sab sakhiyon ka piya pyara…

hhoo… piya samaye piya samaye jiya mein more piya samaye piya samaye piya samaye jiya mein more piya samaye

piya samaye piya samaye jiya mein more piya samaye piya samaye piya samaye jiya mein more piya samaye

ni sa sa ni sa re sa ni sa sa ni sa re sa ma pa dha pa ma ga re…

ni sa sa ni sa re sa ni sa sa ni sa re sa ma pa dha pa ma ga re…

ho…

saat rang hain saaton piya ke dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke saat rang hain saaton piya ke dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke

saaton se mil ke… saaton se mil ke bhayi main ujhli koi hara koi gerua bataaye

piya samaye piya samaye jiya mein more piya samaye piya samaye piya samaye jiya mein more piya samaye piya samaye piya samaye jiya mein more piya samaye

ho… kashi bhi mujh mein… kaaba bhi mujh mein ghee mora dar mori chaukhat ishq hai more… piya ka mazhab kehu se mora kahe ka jhanjhat kahe ka jhanjhat

mandir ke chhajje ki main goreya peepal hai mora rain basera masjid ke gumbaj ki main kabootar main jo udun to hove sawera

tu hai aisi rangaani bhayi na purani indra dhanush hai mori chunariya piya ko more mehu na dekhun dekhe magar more mann ki nazariya… more mann ki nazariya…