Saath Saath-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
tumko pata hai tum ko pata hai is college ke ek ladke aur ladki me you know what i mean
my goodness kaun hai vo kya naam hai un ka tum ko bata deta hu lekin dekho yani samajhi uff o hadh hai kaan me bolo sach ha bilkul sach hai
college ka ek ladka hai aur college ki ek ladki nain mile aur unke dil me ek chigari bhadki pyaar ka chakkar hai ye hai na dekho kisi se na kahna – 2 vo ladka aur ye ladki koi maan nahi sakta hai kab kya ho jata hai koi jaan nahi sakta hai
sir ne puchha kis ne ladi thi panipat ki ladai ladke ne socha aur bola aaj nahi vo aai – 2 pyaar ka chakkar hai ye hai na dekho kisi se na kahna – 2
college ke bahar bhi suna hai vo dono milte hai ab to dekhe kya ho bhaiya kya kya gul khilate hai
ladke ki dhun me ladki bhi aisi hai pagalai hindi ki kakshha me bhaiya english book le aai – 2 kyo ki pyaar ka chakkar hai ye hai na dekho kisi se na kahna hum to bolenge pyaar ka chakkar hai ye hai na dekho kisi se na kahna
kal jab ladka college aaya ladki bhi saath aai achchha mai ne puchha ye sab kya hai kya bole vo bolege kya ladka kaafi jhep gaya aur ladki bhi sharmayi so sweet
jab se dono ek hue hai ye hota hai aksar ladki ka jab naam pukara ladka bola yes sir – 2 pyaar ka chakkar hai ye hai na dekho kisi se na kahna – 2
college ka ik ladka hai aur college ki ik ladki nain mile aur unke dil me ik chigari bhadki pyaar ka chakkar hai ye hai na dekho kisi se na kahna – 2