khoye khoye se rehna khud ki talaash mein apni hi gumshudi mein anjaani aas mein
yaadon ke saare khajaane chhupaaun main kahaan naino ke ye moti saare sajaaun main kahaan mann ke pinjre ka panchhi udaa doon main zaraa jo dikha de roshni waali subah
raina re raina kaali kaali raina subah saloni bann jaa haaye re haaye raina re raina re kaali kaali raina subah saloni bann jaa
tu jidhar ho jahaan ho salaamat wahaan iss duaa ke siva kuch bhi maangu naa
tu hi duniya meri tu hi mera jahaan iss duaa ke siva kuch bhi maangu naa
yaadon ke saare khajaane chhupaaun main kahaan naino ke ye moti saare sajaaun main kahaan mann ke pinjre ka panchhi udaa doon main zaraa jo dikha de roshni waali subah
haan raina re raina kaali kaali raina subah saloni bann jaa haaye re haaye raina re raina re kaali kaali raina subah saloni bann jaa