Rang bhare mosam se

Rang bhare mosam se

Bandish 1980-hindi-1913

rang bhare mosam se rang chura ke rang bhare mosam se rang chura ke aa dekhu teri mang me sindur saza ke sindur saza ke – 2 rang bhare mosam se rang chura ke aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke tasvir bana ke rang bhare mosam se rang chura ke

sab kuch soch liya kya jaan de di to jiya kya – 2 tune mujhko diya kya mere pas raha kya lut liya is tarha ye to kaho kis tarha bas gayi aankho me tu nind uda ke meri nind uda ke rang bhare mosam se rang chura ke aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke tasvir bana ke rang bhare mosam se rang chura ke

jab tak jaan rahegi tab tak sath jiyenge – 2 jab tak parit rahegi tab tak pyar karenge oo zindgi ke naam se har kisi ke samne ye wada kiya maine kasam teri utha ke kasam teri utha ke rang bhare mosam se rang chura ke aa dekhu teri mang me sindur saza ke