Rasta rasta

Rasta rasta

Gold-hindi-2018

din aaye din jaaye… je man paya sapne sajaye je man paya sapne sajaye

ho ho hwwww…

din aaye din jaaye man sapne sajaye hum chalein hain toh chalte hi jaaye… toh samaya hai kahani pal-pal anjaani kya hona hai ye kaise bataye

sun kehti hai ye dagar dagar bas nazar na daare hain jo sapne taaron se chamke dagar dagar chal nagar nagar sang apne

rasta rasta deewaare hain kadam kadam par mod chalta chal sapno ke raahi tu himmat na chorr

oye oye oye oye oye oye… ho ho hwwww… hoo hoo

jagmagate chehare hain aankhon mein hai arman rukk sakte nahi aise hain ye toofan ho ye musafir ek din manzil pe milne hain

miit diyan kitni girein ye phool khilne hain ye phool khilne hain