Rehamo karam

Rehamo karam

Banjo-hindi-2016

haari hatheli ki laqeerein kyun deva saari bani hain zanjeerein kyun x2

aankhon ke aage andhera sa hai rootha hai mujhse savera kyun kya woh dhanak ki satrangi thi meri nazar ka bharam

daata tera kaisa hai rehamo karam x5

kabhi jinke karte the nazare bani hain unn khawabon ki mazare

chura chura toot kar kyun aashiyana hasraton ka hua re seene mein dard ka dera sa hai pighla nahi buth tera kyun

tu hi bata iss toote dil se ab nibhaau kya dharam

daata tera kaisa hai reham-o-karam x5

hey ram…