phul ye chhota sa dekho jab paudha bann jata hai paudha bann jata hai

khwahisho ka tokra bharne ka chaska lag jata hai chaska lag jata hai

ye bhi la do woh bhi la do paiso ki ye holi hai jo bhi la do kum padega aasman se badi jholi hai na na na aye aye o

ye khada woh khada lao rokda rokda rokda ye khada woh khada lao rokda rokda

paudha ye chhota sa dekho jab ped bann jata hai ped ban jata hai

zindagi aish me jeene ka chaska lag jata hai lag jata hai

ye bhi la do woh bhi la do paiso ki ye holi hai jo bhi la do kum padega aasman se badi jholi hai na na na aye aye o

ye khada woh khada lao rokda rokda rokda – 2

iss lamhe me yu simat gaya sa hai mera aaj aur kal haath me ek haath ho ye chahe dil har pal

ankahi baato ka ankaha rang chadh jata hai ha ha

apno ko sirf apna hi samajhne ka chaska lag jata hai lag jata hai

ye bhi la do woh bhi la do paiso ki ye holi hai jo bhi la do kum padega aasman se badi jholi hai na na na aye aye o