Apna Desh-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Kishore Kumar
rona kabhee nahee rona chahe tut jayey koyi khilona khilona sona chupke se sona chahe tut jayey sapna salona salona
dukh sukh kee kya bat hai kya din hai kya rat hai aansu bhi muskan bane yeh toh apne hath hai aashao kee dori me sada tum mann ke phul pirona rona kabhee nahee rona chahe tut jayey koyi khilona khilona
dekho bachcho bagh me sab kaliya nahee khilati dooniya me insan ko sab chizein nahee milati jo apna nahee tum usake liye jo apna hai nahee khona rona kabhee nahee rona chahe tut jayey koyi khilona khilona
rang se aur naa dham se jhat se aur naa nam se ijjat milati hai yaha dekho achche kam se koyi kam bura tum mat karna badnam kabhee nahee hona rona kabhee nahee rona chahe tut jayey koyi khilona khilona sona chupke se sona chahe tut jayey sapna salona salona rona chachha nahee rona chahe tut jayey koyi khilona khilona