Rooh ka rishta

Rooh ka rishta

Ghost-hindi-2019

ankahi hai jo baatein kehni hai tumse hi kyun ye nazrein meri thehri hain tumpe hi

rooh ka rishta ye jud gaya jahaan tu muda main bhi mud gaya raasta bhi tu hai manzil bhi tu hi haan teri hi zaroorat hai mujhe yeh kaise samjhaun main tujhe maangta hoon tujhe ya tujhse hi x2

bechainiyaan ab badhne lagi hai sabr raha na besabri hai aanch thodi saanson ko de de mushqil mein ye jaan meri hai

behta hoon tujhme main bhi na chhupa khudse hi mehkun khushboo se jiski ban woh kastoori

rooh ka rishta ye jud gaya jahaan tu muda main bhi mud gaya raasta bhi tu hai manzil bhi tu hi haan teri hi zaroorat hai mujhe yeh kaise samjhaun main tujhe maangta hoon tujhe ya tujhse hi

jab se mila hoon tujhse bas na raha hai khud pe bolti aankhon ne jaadu kar diya bakhsh de mujhe khudara maine jab usey pukara ho gayi khata tera naam le liya

saath ho jo umr bhar woh khushi bann meri har kami manzoor hai bin tere jeena nahi

rooh ka rishta ye jud gaya jahaan tu muda main bhi mud gaya raasta bhi tu hai manzil bhi tu hi haan teri hi zaroorat hai mujhe yeh kaise samjhaun main tujhe maangta hoon tujhe ya tujhse hi