Lyricists:

 

Music Directors:

 Rochak Kohli

tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana rozana

teri ankhon se kahein kuch toh meri nazar rozana rozana

rozana main sochun yehi kahaan aaj kal main hoon lapata tujhe dekh loon toh hasne lage mere dard bhi kyun khamakhan

hawaon ki tarah mujhe chhuke tu guzar rozana rozana

tere haathon ki taraf mere haathon ka safar rozana rozana

inn aankhon se yeh bata kitna main dekhun tujhe reh jaati hai kuch kami jitna bhi dekhun tujhe

rozana main sochun yehi ke jee lungi main saans bhi aise tu mujhe milta rahe agar rozana rozana

tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana rozana

yoon aa mila tu mujhe jaise tu mera hi hai aaram dil ko jo de wo zikr tera hi hai

rozana main sochun yehi ke chalti rahe baatein teri aate jaate yuhi mere liye tehar rozana rozana

tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana rozana rozana rozana