Saal mubaarak saaheb ji

Saal mubaarak saaheb ji

Do Jasoos 1975-hindi-1913

Lyricists:

 Ravindra Jain

Music Directors:

 Ravindra Jain

Singers:

 Mukesh

saal mubaarak saaheb ji – 2

lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke – 2 ke saal bhar isaka nasha rahega jo aaj piye pita sada rehega -2 saal mubaarak saaheb ji – 2

apane chehare se parda hataao roshani se nigaahein milaao chaand ki duriya tay huyi hai ek duje ke najdik aao saal mubaaraj paapa ji saal mubaarak kaaka ji lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke ke saal bhar isaka nasha rahega aur jo aaj hase hase jo aaj hase hasata sada rahega -2 saal mubaarak saaheb ji – 2

bhulkar apane ghum ki khaani sab mein mil jaao ke jaise paani o chaar din ki hai yeh jindagaani isame bhar lo re bhar lo jawaani saal mubaarak saaheb ji – 2 lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke ke saal bhar isaka nasha rahega jo aaj mile mile jo aaj mile milata sada rahega -2 saal mubaarak saaheb ji – 2

hamse waaqib hai saara jamaana naam kya hai kisine na jaana ham logo ke bigade banaana yaar dhandha hai apana puraana kaam bataana saaeb ji bhul na jaana saaheb ji lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke ke saal bhar isaka nasha rahega aur jo aaj gaayega gaata sada rahega – 2 saal mubaarak saaheb ji – 2 lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke ke saal bhar isaka nasha rahega jo aaj piye pita sada rahega – 2