Saawan ke jhule pade i

Saawan ke jhule pade i

Jurmana 1979-hindi-1913

saawan ke jhule pade – 2 tum chale aao – 4

aanchal na chhode mera paagal huyi hai pavan – 2 abb kya karu main jatan dhadake jiya jaise panchhi ude saawan ke jhule pade tum chale aao tum chale aao

dil ne pukaara tumhe yaado ke pardes se – 2 aati hai jo dekh ke ham uss dagar pe hai kabase khade saawan ke jhule pade tum chale aao tum chale aao

jab ham mile piya tum kitane naadaan the – 2 ham kitane anjaan the baali umariyaa mein naina lade saawan ke jhule pade tum chale aao – 4