Malik Ek-hindi-1913
Lyricists:
Amit Khanna
sai baba sai baba bachcho ki kilkari mujhko lagti pyari aao bacho aao baitho sai baba sachche kehte hai saare bachche – 6
bacho ki kilkari mujhko lagti pyari sai baba sai baba aaj hume koi achhi baat batao jivan mein khushhali aaye sachi katha sunao baitho bachcho baitho baitho aaj sunata hu baitho aaj sunata hu main ramchandra ki gatha maat-pita ke hukum ke aage ram ne teka matha chale gaye van mein na aayi mann mein koi shanka achhe achhe kaam kiye sab aur jeet li lanka aur jeet li lanka achha baba aisa hua tha sai baba sachche kehte hai saare bachche – 2
ek kahani ek kahani ek kahani aur sunao mere sai baba sach sach to sukh deta hai jhut dukh deta hai sach sukh deta hai jhut dukh deta hai achhe bhale kisi ghode ko gadha bana deta hai dil na kisi ka todo chahe tute khilona mithe phal khane ho to bij bhi mithe bona sai baba sachche kehte hai saare bachche – 2
ek baat main aur kahunga – 2 sada dhyan me rakhna bachcho sada dhyan me rakhna jhut kapat chhal baimaani se bachcho bachke rehna bachcho bachke rehna sai baba sachche kehte hai saare bachche sai baba sachche kehte hai saare bachche sai baba aisi bani boliye mann ka aapa khoye auron ko sheetal kare aapahi sheetal hoye maalik ek sai baba sachche maalik ek kehte hai saare bachche chhote bachche sache chhote bachche achhe sare bachche sache – 2 sare bachche achhe malik ek