Lyricists:

 Kailash Kher

Music Directors:

 Kailash Kher

heere moti main na chahun main toh chahun sangam tera main toh teri saiyan tu hai mera

saiyaan saiyaan

tu jo chule pyar se aaraam se mar jaun aaja chanda baahon mein tujh mein hi gum ho jaun main tere naam mein kho jaaun

saiyaan saiyaan

mera dil khushi se jhoomein gayein raatein pal pal mujhe dubayein jaate jaate tujhe jeet jeet haarun ye praan praan vaarun haaye aise main niharun teri aarti utarun tere naam se jude hain saare naate

saiyaan saiyan

banke maala prem ki tere tann pe jhar jhar jaun baithu naiya preet ki sansaar se tar jaaun main tere pyaar se tar jaaun

saiyaan saiyaan x2