Sajana sath nibhana

Sajana sath nibhana

Doli-hindi-1913

sajana sath nibhana – 2 sathee meree baharo ke rah me chhod naa jana – 2 sajana sath nibhana

aake chala jaye jamana jo bahar kaa phul murjhaye naa tere mere pyar kaa – 2 aaj ke vade sajana aaj kee bate sajana bhul naa jana – 2 sajana sath nibhana – 2 sathee meree baharo ke rah me chhod naa jana sajana sath nibhana

waise toh hajaro najare meree rah me ek bas too hee samaya hai nigaho me – 2 pyar kee rasme sajana – 2 bhul naa jana – 2 sajana sath nibhana – 2 sathee meree baharo ke rah me chhod naa jana kisne sath nibhaya -2 dil ko ek khilona samjha khela aur thukraya kisne sath nibhaya

kaha ke yeh vade yeh kasme kaha kee kaha hai woh duniya yeh bate hai jaha kee – 2 jhuthee nagaree jhuthe jogee prit bhee sachhee kaise hogee achha dhong rachaya – 2 kisne sath nibhaya -2 dil ko ek khilona samjha khela aur thukraya kisne sath nibhaya