Music Directors:

 Shibani Kashyap

aaa aaa aaa aaa aaa – 2

sajna aa bhi ja sajna aa bhi ja – 2 nai lagda tere bina dil mera hai nai lagda tere bina dil mera – 2 sajna aa bhi ja sajna aa bhi ja wow o o wo ae ae

bindiya mehndi kangna chudi jhumar gehna pyase pyase naina sune pade tere bina – 2 nai lagda tere bina dil mera hai nai lagda tere bina dil mera sajna aa bhi ja sajna aa bhi ja

palko pe khwab sajna aankhiyo se neeind churana roothe piya ko haske mana na – 2 ye haqiqat hai ya ke fasana – 2 sajna aa bhi ja sajna aa bhi ja – 2 nai lagda tere bina dil mera hai nai lagda tere bina dil mera – 2 sajna aa bhi ja sajna aa hi ja – 2