Wajood-hindi-1998
–male– sharmili aankhon ne neechi nigaahon ne chupke se yeh keh diya sanam tum hum pe marte ho mohabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida – 2 sanam tum hum pe marte ho mohabbat tum bhi karte ho
–female– yeh jo mohabbat hai jaise qayaamat hai dekho to kya ho gaya ke dekhe khwaab hai jab se hamaari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida – 2
–male– sanam tum hum pe marte ho mohabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida – 2
–female– ke dekhe khwaab hai jab se hamaari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida – 2
–male– sanam tum hum pe marte ho mohabbat tum bhi karte ho
–female– suna hai tum to ho deewaane
–male– suno to mere dil ke taraane
–female– sunaake phir lage dohraane
–male– sune hai tumne kab yeh fasaane
–female– tumko sunaane hai kya voh kahaane hai humko hai iska pata
–male– inhi baaton ne chheena dil haseen jalwen ada kaatil nazar dusdida dusdida – 2
–female– ke dekhe khwaab hai jab se hamaari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida – 2
–male– sanam tum hum pe marte ho mohabbat tum bhi karte ho kabhi tum humse door na jaana
–female– kabhi tum itne paas na aana
–male– kabhi tum dil ko na thukraana
–female– kabhi tum dil ko bhi samjhaana
–male– jaano nahin jaano maano nahin maano hum to karenge wafa
–female– chalo ab yun bhi na rootho ke humne chheda tha tumko na ho ranjida ranjida – 2