Adventures Of Robin Hood And Bandits-hindi-1913
Lyricists:
Anjaan
sanwar de jo pyar se bahar ki bhi jindgi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho – 2
tere kadam pe bikhar gayi ye sokhiya fizao ki teri najar me chhao hai wo surmayi ghatao ki teri najar me chao hai sabnami ye phulo ki dali jhil milati kirno ki lali – 2 haye re rang khusnuma ye pyar or mastiya tere hi dam se hai suno o mehrba sanwar de jo pyar se bahar ki bhi jindgi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho
teri hasi me dhal gayi nayi subah ki roshni teri ada se has padi bujhe dilo me chandni teri ada se has padi ye nahsila mausam gulabi jhumta ho jaise sarabi jhumta ho jaise sarabi mere hasin dilruba khila sabab yu tera mahak uthe hai ye jami o aasma sanwar de jo pyar se bahar ki bhi jindgi o jane ja o meharba tumhi to ho tumhi to ho – 2